
mai ye manti thi ki mai sawli hu mujhe koyi bhi pasand nahi karega jab apne aas pas dekati thi sabhi loga sundarta ke phiche padhe hai jo jitana sundar uaski utani kimata ye sab kuch dekar mai sochti ki mai kyu ladki bankar paida ho gayi koi samjhane wala nai batane wala nai ki mera bhi jeevan hai uasaka uancha uaddesh bhi hai aapne aap ko samjhna kai bahut aasamanjsa me rehati thi ki jevan kisaliye hai abhi samjha ne ki koshish kar rahi hu
















