
Mai medical field mein Jane ke liye entrance exam ki taiyari kar rahi hu aur online batch bhi li hun padhai puri imandari ke saath karti hun lekin jab har Sunday ko test ka din aata hai to talti abhi nahi kahke kyonki mau us kam se nahi Bach rahi hun balki us sachhai se ho mere samne aa jayega fail hone ka ye mere andar ka ahankar hai
















