
Ranjana Suman
yahi hota hai sach mein, Ham samasya ka pata lagate hi nahin, aur jo hamen kamjor dikhta Hai Ham samasya ki jad usi ko hi bata dete Hain, kyunki pata hai jo kamjor hai wo uss baat ka virodh nahin kar payega. lekin kya uske hat jaane se samasya ka Samadhan ho jata hai
















