
hamari pasand napasnd kuch nhi hota he ..samaj ne ye sb sikhaya he pasnd kya he kamiya kya he or unhi chijo ko ahnkar apna man leta he bhot si chijo ka , kai manytao ka koi adhar nhi hota bs ye sb barso se chali aa rahi he is liye log unhe sahi mante he ..jese ladkiyo ko bal bade rakhna chahiye ,ladkiyo ko save Krwana chahiye .ladkiyo ko saj sawar ke rhna, gahne pahnna , sarkari nokri lagni hi chahiye sadi Krna hi chahiye bacche Krna hi chah…
















