
Jyoti sharma
jb kai sare kaam ikththe ho jate h tb unme se kisi ek kam ko krne lgti hu tb baki k bache sabhi kaamo ki trf hi dhyan chala jata h or jis samay hm jo kaam kr rahe hote h ...fir us kaam me bhi puri tarah se mn ni lgta yah mera aàls h ya kúchh or ..,.pta ni .,..,...





























