
maine ye movies dekhi aur mujhe esa laga mere andar bhi koi Tyler ki tarah koi carecter hai jo vo sab kamnaye, puri karta hai jab mai need me chala jata hu, naitiktaa ke karn bachapan se achh bachha banne ka mujhe path padh Diya gaya aaj usi ka den hai ki Tyler ki tarah hi koi mere bhitar bhi vo kamnaye puri karta hai jo bachapan me sikha diya gaya tha galat hai
















