
main khud Ko dusron se hamesha kamjor aur darpok samajhte Hain Maine apni jindagi mein apne liye kabhi koi faisla nahin liya hai mere andar dar hai ki agar yah Sahi nahin hua to har chij ke liye dusron per depend hu Aacharya Ji ko sunane ke bad yah dar kam ho raha hai
















