
ye kam to hme aaur aap ko milkr Krna hona hoga soch bdlne .hme khud ke liye ldna hoga phle apne aap se ki hme kya chahiye .kya hm dahej ke sath jiwan gujar skte h .maa bap ki khusi hmse bdkr nhi hoti h hm khud hi stand nhi lete h ki kya chahiye hme.maa bap bol dete h ldka itna bde khandan se itna kamata h.hm khus ho jate h wow hme to itna achha ldka mil rha h aaur kya chahiye.glti dusro me nhi hm me h .phle khud pr kam Krna ho independent bnna h…
















