
bilkul sahi baat..... bhagwaan ki murti ke saamne hath jodkar , aankh band krke khde h.... lekin dhyan to kisi ek baat pe zyada h, kaunsi baat ki kal to mangal vaar h, kal cigarette nhi piunga, ande bhi nahi khaunga...... hanuman ji ko prasaad chadana h..... kisi ladki ko bhi nahi dekhunga.....
















