
Ahankar etna darr aur chotpan me surakshit rahta hai ki usse wahi sab normal lagne lagta hai, phir wo aaram se saamne wale ki sachhai dekhe bina uske bahari prabhavo se aakarshit ho kar puri zindagi gulami kar sakta hai. pahle main bhi kisi se milta to uske bahari prabhavon se hi aakarshit ho jaya karta tha, par ab dekhna start kiya hu ki ye vyakti khud kitna bodhpurn jiwan ji raha hai aur eske chunav kaise hain.
















