
Arjun Singh Sastya
Madhya Pradesh ke adivasi samudayo mai avam khaskar shadio mai, Jo vyakti jitni jyada Sharab pilaye avam jitne jyada Bakriyo ki bali dekar maans khilaye....use utna hi samraddha bataya jata hai. Irony yah bhi hai ki Shivji ke naam par ya Maa Kali ke naam par pashuo ki bali di jati hai, jabki ham bhagwan Shiv ko hi Pashupatinath ke roop mai poojte hai... jo sabki raksha krte hai.















