
Rekha Chaturvedi
wastaw me dekha jaye to hm ldkiyan km dosi nai hn, hm khud v jaise sb kuch chla aa rha h waisa chlne lgte hn,ye mt kro wo mt kro ye kam ladkiyon ki nai,kahi kahar nikle to ye dekhna kahi jada rat n ho jaye fr kya h itni der se aana mtlb galat ho tm,hm kyu itni bandhanon ko swikaren huye hn,hm khud k liye ldna kyu nai aata,hm kyu ghr ki samaj ki logon ki baton ka muh tod jwab nai dete,hme apne liye khud se ldna hoga,fr hm gulam nai h,hm kyu ghr k…















