
Rekha Chaturvedi
mujhme ek bat h jo mai nai smjh pati ki ye kahan se aati h,mai kuch v chahe wo koi v kam ho,Mai kehti hu kr lungi,wo kuch v ho skta h,ye himmat mujhme kahan se aati h nai pta,bs ye lgta h ki krte hm insan hi hn,to mai kyu nai kr paungi,sun leti hu kahin se v ki itni himmat kahan se lati ho,pr ye mujhe v nai pta,bs mere andr se aana chahiye ki ye kam sahi to h n,ek din Aacharya ji ko sun rhi thi jisme unki ek bat aisi lgiki kya hi btau,wo bolte hn…
















