
Babita Shukla
meri jindgi me meri aadate Or unhe sudharne ke liye banaye mere niyam jo kuch samay tak to chlte hai kintu koi bhi alag tarike ka kaam ya kuch bhi hone pr niyam aadate kab wapas usi dharre pr aa jaate hai mujhe pata hi nahi chalta abhi mai isi pr kaam kr rahi hu lekin abhi puri tarah safal nahi ho paa rhi hu















