
Md zeeshan karimi
Maine bachpan se ye suna h ki jab kayamat najdik hoga to larkiyon ki sankhya jyada ho jaegi... lekin ab ye saaf dikh rha h ki aisa kyu bola gya tha... purush samaj chahta tha ki larkiyon ki sankhya kabhi nhi badhe isiliye ye baat sabke man me baitha di gyi thi ki agr larkiyon ki sankhya badhi to ye kayamat k najdik hone ki nishani hai ♥️♥️ 🥀🥀















