
Shibananda Sahu
kisi bhi manyata ko bina jane grahan nahi karna chahiye, dharm sabhi me samanta ke bhab lata hai,jisme logo ke bich bhed bhab karne ka shikh mile o dharm nahi ho sakta, dharm adhikar deta hai,chhinta nahi, dharm jine ki ajadi deta hai,kisi ko gulam banake bandhata nahi.dharm ldka, ladki me antar nahi karta,o isse uper ki baat karta hai,satya ki baat karta hai,atma gyan ki baat karta hai.sabhi ko samaan rupse dekhna,sabhi ko saman sujog dena ,sab…















