
Durgesh Nandani
pranam Acharya ji 🙏🙏 sabke liye mera hanji-hanji karna sabko bahut bhata tha, ab jab se naji naji karna shuru kiya hai tab se kuch badal gaya hai. ahnkar chahta hai ki aur gulami karo, satya chahta hai khud ko sudharo, sab sudhar jayega.....















