
Manju
sochkar hi dar lagta h kya hoga us din jab ye sab samjhane Wale humare guru,humare aadarniy, ya u kahun aaj ke sant Kabir humare sath nhi honge 😔isliye sayed ab bhi humare pass moka h aachriya ji ki ummido ko pura karne ka, nhi to bad me ak yhi kahavat rah jayegi---AB pachtae hot kya, jab chidiya chug Gai khet 🙏🙏




























