
ha decoy efect hamari pasand ko prabhavit karta hai maine aksar market dekha hai ki aise hi saman ka dam lga kar rkha jata hai. or kaee bar ham 100, 180 or 200 me behatar lgta hai 200 ko chunana . main kabhi nhi samjh pai ki aisi tulna kyu Kari jati hai lekin aj jana ki ye hamari freedom ko cantrol karti hai . ham khud ke pasand na pasand ka avlokan nhi karte hai isliye hame ye pta nhi chalta hai ki ye hamari pasand hai ki dusare ki.
















