
Vikash Tandon
choti se choti bimari bhi bas aisa lgta h ki turant thik ho jaye, hum dar ke aage ghutne tek dete h, ghabrahat hoti rhti h ki pta nhi kya hoga..... main bimar hu ye baat badi suvidha janak lgti h........ ahankaar ko ek vishay mil jata h ki main to kamjor hu...















