
Bhawana Kumari
yeh baat poori tarah sahi hai hum keval apne ahankaar k liye Bharat ko "mera desh mera vatan" hamari aan baan shaan kahte Hain kintu jab iski amulya dharohar ko sahejne ki baat hoti hai jaise humari nadiya, parvat, van, pashu pakhi aadi to aankhein moond lete hain jaise ki ye to kisi aur ka kaam hai bas koi deshbhakti geet gaa dena hi deshbhakti nhi Bharat vastav me kya hai iska darshan vedhant sab jaane bina hum asli bharatwasi kahlane layak na…















