
Durgesh Nandani
Maine rashifal ya kisi annya prakar ka bhavishya kabhi janne ki koshish nhi ki kyu ki humare nam ke lakhon log hote honge wo bat un sabhi k liye ek jaisi kahi jati he. Ab samjh aya he ki achha hi hua jo nhi dekha. Par ab Acharya ji ko sunti hu lagta hai sab mere liye hi bola gya ho. Dhanyavad Acharya ji... 🙏















