
Sharda kumari
mai class 1st - ma tak ka safr hamesa akele ki hu jab exam hota tha to baki bacho ke sath useke parents ate the to mere man ek hi sawal uthata tha ki osab bache kitna lucky hai ki usko exam dilane aate hai mai to hamesa akele exam dene aati hu sayad mere parents mujhse pyaar hi nhi karte hai lekin eska matlab muhje ab samjh me aata hai ki mere papa kahte hai apni jimmedari khud leni chahiye esse under se strog hota hai or hum yahi achaya…















