
dheerajkuntal
jab tak ham samne vale ko bs kaam karte dekhte h to sab badiya lgtah,lekin jab hme usse koe kaam pad jay to vo bina kaam ka nikalta h,bekar. fir smjh aata h gise hame lambe sme se achha maan rkha tha. jo asal m kuch or hi h,yhi hmari soch badal deta h















