
Mamta Kumari
Jab Koi vyakti mere samne aata hai to main to Insan ki hi najar se hi dekhti hun. Lekin maine dekha Hai ki samne wale Ko mahila deh Hi dikhti hai. mahila Hai to puche Bina rahegi nahin ki jevar kahan hai kaise kapde pahne hain ? Purush chahe gaon ka gawar ho ya padha likha dekhega to deh hi . Apvad hi hai jo mahila ko Insan ki tarah dekhen.















