
Bhawana Kumari
ek videshi praant (naam yad nhi) k pradhanmantri kisi civilian k ghar k backyard me khade hokar chunaavi bhashan de rhe the us ghar k malik ne apatti jataai ki yeh karna niyam viruddh hai aap yaha bhashan nhi de skte us politician ko peeche hatna pada kyuki waha kanoon k sath sath uske palankarta bhi imaandaar hain.. yeh dekh kar soch mein pad gyi ki aisa kya bharat me sambhav ho skta hai jbki yaha to sanskaar Sanskriti ka khoob shor machaya ja…















