
Usha sharma
picture jo dikha rhi h wah bahut bhyank h.y picture hme aur gahrai se khud ko dekhne pr mjbor krti h.hmara ahankaar aapni maang purti k liye kisi bhi had tk jaa skta h.agr use sahi disha ,sahi margdarshan ,aur sahi niyat naa mile .acharya ji lgataar issi k upr kaam kr rhe h. aatm- gyaan ya aatmavalokan se hi hm apne ahankaar ko sahi disha le jaa skte h aur jo ahankaar abhi tk hr trike se nuksandayak h wahi ahankaar fir hmari mukti ka sadhan bn ja…















