A
Anjani
gaw ki mahilao ki vajah se hi to gaw ki ldkiya bechri bad situation se gujr rhi h,mera sadi ka cort case chl rha h, meri khud ki mummy etne sare tane marti h ki koi bhi atmhatya kr le,Etna rude behaviour h unka mere prti
Post
2 commentsgaw ki mahilao ki vajah se hi to gaw ki ldkiya bechri bad situation se gujr rhi h,mera sadi ka cort case chl rha h, meri khud ki mummy etne sare tane marti h ki koi bhi atmhatya kr le,Etna rude behaviour h unka mere prti

poore aatm vishwas k sath let go karein. har kisi ko jawab dene se jada jaroori apni mansik shanti hai... yadi hme pata ki hm kuchh galat nhi kar rhe, kuchh aisa nhi hai jisse hm apni najro me nhi gir rhe to aatmvishwas k sath apni zindagi me in sb logo ko ignore krte hue apni masti me apne tareeke se rahe deal hme apni bhavnaon k sath krna hai ki ve kisi bhi tarah, kisi ki bhi baton se aahat n ho...

प्रताड़ित करती हैं गांव की महिलाएं जब ग्रुप में और पद में ऊंची होती हैं।इनसे कैसे deal करें समझ ही नहीं आता