
Aarti verma
fokat ka khana kabhi accha laga hi nahi mai na 7 classi me thi tabhi se kam kara suru kiya . din ka 50 ,60 rupaye mila jata tha use pahadi karcha nikal jata tha aaj una dino ko yad kar aakhe bhar aati hai . mahine ka 8000 rapye kama rhi hu apki isa jarni se mujhe apana din yad agya mujhe aapki jiwan ki sangharsha se bahut sahas milta hai















