
Sandeep Kumar Patel
Geeta gyan ki dhara hai bahen jo hame andhkar se prakash ki or le jata hai. Geeta me aneko rahsya chupa hua hai agar us chupe hue rahsya ko suljhaya jaye to naya prakash phailega aur gyan roopi prakash hamare man mastisk me samahit hoga. Geeta wo pavitra granth hai jisko padhne aur samaghne ke log tarste bas unko aasha hai ki humko koi smaghane wala mile . waise dekha jaye to geeta ka upyog bhaaratwarsh me har jagah upladh hai kyuki logo ke man…















