
Shibananda Sahu
1-A.P framework ke anusar chetna esi koi bastu nahi jise hum samne se dekh pae ,bichar,bhabnar,ichhae aur smrutiya chetna ki samagri hai.Ise me maan lena ego ki ek plan hai, isliye a.p ji kahte hain ki check bahar ki duniya ki nahi balki us duniya ko dekhne bali me ki honi chahiye.is liye sabal ye nahi ki chetna kya hai, balki ye he ki ye sab koun anubhab kar raha hai.















