
Niravkumar Rathod
Mere jeevan me hamesha se safal hone ka, paisa kamane ka aur respect ka khayal aata hai... Jisko lekar mein sabse mahatvapurn prashn se alag ho jata hu. Lekin achhi baat yah hai ki dhyan sadhna se sachet bhi ho jata hu aur fir se laut ata hu. Thoda samay jarur lagta hai, lekin Ab asli Ghar mil gaya hai, to laut aata hu 🙏🙏🙏















