
Ahankar hamesa dusro ki kamiya dikhake khud ki kamiya ko chupata hai or dusro ke samne khud ko bada dikhata hai chahe bo madhyam kuch vi ho sakta hai jisko kamiya dikhana hai bo kuch vi karke kamiya hi nikalega .Yehi sundar sarir ko leke hamare ghar me bahut hi bate hoti hai.meri beti beta bhanji bhatiji sab bahut sajte sabr te hai. ye sab dekh ke me un savi ko bolti hun ki ye sajne sabr ke bahar dikhane se kya milta hai kyun yesab ke piche itna pade hua ho .Etma samay khud ki padhai ke upar dete toh khud ko or behtar bana pate .fir mujhe answer milta hai ki tum ko ye sab ki ahmiyat nahi pata kyun ki tum ko bhagwan ne pehle se sundar bana diye hai na isliye fir me bolti hun ki yehi sundarta ke liye meri jiwan yesi dard vari jo hai hamare rastrapati Dropadi Murmu ko dekho laleswari debi ko dekho .asli sundarta kisme hoti hai samjho .fir mujhe answer milti hai jyada Acharya ji jesi bate mat bolo 🙏



















