
purush jo bhi krta h jo bhi niyam banata h apni suvidhaanusr banata h navratri me stree ko devi man liya or baki din ek dasi ki tarh ...stree ko agr sach me devi banna h to use apne swartho ko chhodna hoga gulami ko tbhi chhoda ja sakta h jb hm ipne swarth dyag de stree ko yahi Krna h



















