
Han,ham aaj tak Nahi samjh paye ki system hame chalata hai ya ham system ko ,lakin aachary Ji Se Judne ke baad dheere dheere samjh aa Raha hai ham kon hai? kya chahte hai? .... ab ham ikk Nayi pahchan banana chahte hai Jo poori Tarah se niswarth ho ,jismai prem bhi ho or samarpan or sherddha bhi ho.chorna chahte hai vo purani pahchan jismai ham dare huye rahte the or sabke bare Mai sochte the Bina ye soche samjhe ki aisa Karna jaruri bhi hai ki Nahi Bina uski janch kare ,hamne Kabhi khudki value Nahi samjhi kyunki hamari value koi or Tay karta tha isiliye chorna chahte hai Apni vo purani pahchan......



















