
Mai ko horror muvi dekhti hu to us kidar ki tarh hi dar darti hu jab vo kidar bach kar rahat ki sans leta h to mai bhi rahat leti hu . Jaise andhere se darna akele raste par darna jab koi asa hamla karta h jisse bahot chot lage ya khun bahe to asa lagta h vo dard mujhe ho rha h . agar mahila ko koi gali ya marta h muvi me to mahila ye sab bardast kari h to mujhe achha nhi lagta . koi sachha insan jivit jata h h to Bahot achha lagta h .



















