
phle mei galat hoti thi to mujhe guilt hita tha bahut jada lekin dusre bhi glt hote h to wo kyu nhi mante mei ye kosis krti thi ki unko ye smjh aae ki wo yhaa galat hai lekin m khud jb Geeta community se judi to smjh aaya ki khud m hi itne galtiya h avi to dusre ko kya kahe fir bhi kvi mn m aa jata h ki smjhau unko lekin smjhenge to whi jo wo smjhna chahte h 😄 isliye m khud pe focus krti hun...



















