
ye example meri life per set hota hai meri life ka ek phase tha jab muje choose Krna pada toh meine ek ko isliye ignore Kara qki muje bahut sare dar the uska chunav karne per and meine jisko chuna vo bahut jyda worst nikal jaisa gadha akhir m mar gya vese hi meine dar se jiska chunav kiya tha lagbhal meri ka vo moment jaisa mar gya ho.



















