
jo real world h hame usee kabhi uski vastvik rup me dekhte hi nhi h ham to sirf hamare swarth ke hisab se najariya rakhate h agr koi chij ho jise dekne ya jise anjaam dene se hamara nukasan hota h to ham khud bol dete h ye nhi Krna ya najarandaz kr dete h jese kuchh h hi nhi yahi hota h ki ham dekhna nhi chahte h umr ke saath sirf sarir badta h or samaj ke dayare pata chalte h jise ham apni buddhimatta man bethte h or hamare dwara prapt bhotik rako ki prapti ko ham samjh ka naam de dete h ki mene apni umar ke anubhav se ye prapt kiya jabki vastvikta me ise samjh nhi kaha ja sakta h vaps ham usi sawal pr aaye ki umr ke sath samjh badi ya dharnaye to yaha bhi dharnaye hi badti h qki agr umar ke sath smjh badti to sayad aaj jis jagah pr h us sthan pr nhi hote qki duniya me kitne unmradaraj log h vo apni samjh se sab sambhal lete or umr ke hisab se badte youth bhi apni samjh se kaam lete pr agr esa sambhav hota to aaj itna Sangharsh nhi hota dhanyawad hame hamari samjh ko badana chahiye or jivenbhar stya ko apnna chahiye hame hamare karma ki samjh honi chahiye 🙏🏻🙇🏻



















