
vah chhavi jisko bchane k liye kbhi ro dete hain aur kbhi aansu chhupa lete hain mere sath yahi samasya hai chhoti si baat per bhi rona aa jata hai fir lgta hai khud ko kyu kamjor dikha rhi hu..kbhi lgta hai apni swabhavik bhavna ko dabana bhi to galat hai.. koi kuch kah deta hai to turant rona ajata hai..



















