
acharya ji sahi bol rahe hain ki dukh bahar nahi hai hamne jo pakd rakha hai wahi dukh hai jo sab sanjog se aaya hai jaise hawa chali to chali na chali to na chali koi jeevan main aaya to rahe jo kar sakte hain karenge par jab wo jayega to jaye hum rokenge bhi nahi bas itna hi karna hai ki kisi cheez ko apni jindagi nahi bana lena hai ki jab wo jaye to hamari aantarik shanti chhin jaye upar upa...