
Mene or bhi bahut sari time pr books padhi hai sbhi books me bas tarike bate hai ye Krna achahiye o Krna chahiye jaise jo kam tumhe muskil lg rha hai o kro morning me hi or bhi bahut tarike hi . Pr mene ye Book padhana suru kiye tab se jana ki koi bhi kam bina jane nhi Krna chahiye hme pta hona chahiye ki hmara time ja kaha rha hai ek ek pal ka hisab rakho likho jaha bhi apna time lga rhe ho. Ye m...