
A (AP) main judne ke baad se khud ko janne ki kosis kar rahi hu. par marne ka dar bhi hai mera 4 sal ka beta hai our mujhe dar lagta hai ki mere na hone par iska kya hoga our mujhe ye bhi pata hai ki mere jaane ke baad kujhe samaye main hi sab kujhe narmal ho jyega phir bhi marne se dar lagta hi hai



















