
mujhme ek bat h jo mai nai smjh pati ki ye kahan se aati h,mai kuch v chahe wo koi v kam ho,Mai kehti hu kr lungi,wo kuch v ho skta h,ye himmat mujhme kahan se aati h nai pta,bs ye lgta h ki krte hm insan hi hn,to mai kyu nai kr paungi,sun leti hu kahin se v ki itni himmat kahan se lati ho,pr ye mujhe v nai pta,bs mere andr se aana chahiye ki ye kam sahi to h n,ek din Aacharya ji ko sun rhi thi jisme unki ek bat aisi lgiki kya hi btau,wo bolte hn kam ki kmi h,kahi kuch n milta h to bahar niklo dekho kahi kachara hi pda h to sfai kro,or har ghr se mehnt ki jaduri le lo,khud ko chlane k liye kitna hi Paisa ka jarurt h, Aacharya ji ki bate jaisi maine likhi h waise nai thi,pr jitna mai pakad pai unki baton ko apne sbdo me likh di,ho skti h mere sbd me gadbdi ho,pr jaise v mai unki baton ko smjhi wo baten hi bahut apneaap me thi.or sch to ye h ki mai kuch v kr skti hu sachchai k sath, Aacharya ji 🙏🙏



















