
sayad mera kehna sahi na ho magar mujhe lagta hai ek ladki ki kamjori ka sabse bada karan unki mataye hoti hai kuki ek maa apne dor me jo survive kr chuki hai ya kr rhi hai unhe wo dhire dhire samajik manyataye samjh k manne lg jati hai or fir apne bacho ko bhi whi krne ko kehti hai mene ye kya wo kya tumhe bhi esa hi Krna chahiye jadatar mataye apne bacho ko jhuti manyatao k khilaaf sawal Krna nhi sikhati hai or iska parinam jadatar behno ko bhogna padta hai👏



















