Bhaiya aapne bahut accha likha hai , aapke vichar bahut gehre hai , mujhe to yaha iss app pe kuch bhi smjh hi nhi aa raha hai , talking mirror se questions karo answers hi nhi aate , yaha pe mene apna answer summit kiya do din yaha show hi nhi hota hai , exclusive session kya hai pta nhi h , exam hai lekin kis topic pe hai pta nhi , konse session lena hai, konse nhi kuch bhi pta nhi bas mn karta hai ki yaha se leave out ho jau , kuch pta nhi chal raha hai smjh hi nhi aa raha sabaal itne saare lekin answers ek bhi nhi preshan ho gai hu me , na to mujhe sanstha ki taraf se koi call aa raha h na message , community tab pe 5 din purane post hi dikhte hai




















