
Aastha Sahu
me apne sabse acche version ko har bar kl pe tal deti hu, naukri milengi tb gym jaungi, tb acche kapde lungi, tb sabse bat krungi, tb new chapter start krungi ya ye kahu ki new life start krungi, pr ab feel ho rha h ki ye bad ek chal h aham ki (ahankaar) ki kl kuchh accha hk, yekrtek krte 21syr 5 months ja chuke h Or me aj bhi bs kl se aas lga ke aj sb kuch vyarth kr rhi hu, na jane kitna sb kuch kho diya es kl ke chakkar me maine or na jane kis ke picche sirf bhag hi rhi h, apne ap ko ky samajh liya h maine jis ke liye apni hi life har tarah se barbaad kr chuki hu or krne ke liye tatpar hu


















