
Alok jha
sir mein manta hu ki mene dusre ko galat tehraya magar mere kehne ka matlab sirf itna hi hai ki agar hum kisi galti se Sikh le or ane wali pidhi ko us sikh k bare me bataye to age ki pidhi un galtiyo ko utna jldi dohraayenge nhi kuki bachpan me humare dimag me jo kuch bhi dala jata hai unse nikal pana bada hoke bahut hi mushkil hota hai isliye mene matao k bare me kaha iske alawa or koi intention nhi tha 👏


















