
Shail sahu
maine kisi bhi khabar ko ni dekha. mai bs apne me byast rhti hu duniya me kya ho rha h. isse kabhi maine dekha hi ni janne ki kosis hi ni ki. bs faltu ke khabar pr dhyan hota h. mai kosis krti hu ki in sb se bahar niklu. jaise aaj maine post me pdha ki andho ke nagar me jo raja rhta h vo bhi andha hota h vaise hi Mai bhi andhi ho jati hu.


















