
Han ye Sach hai hamare Kisi bhi chunav ko Karne ke peeche bahut Sare log or unse Judi manytaye Hoti hai , mujhe bhi bahut logo ke dwara ye Bola Jata Raha hai bachpan se hi lakin Mai bolti the ishvar ne koi bhi cheez yoohi to Nahi banayi koi na koi resion to Hoga tabhi to vo hai or Jaise Mai thi vaise hi khudko accept Kiya ,Kabhi Kabhi MN Mai ye khyal aa Jata tha ki log kya kahenge isiliye sochti the ki shayad vo Sahi bol rahe hai lakin ye Kam mujhe bahut boring Lagta tha isse achha Mai Kuch or Kar leti hu or ye bhi Soch leti thi MERI Marji Karu ya na doosro ke kahne SE thodi na Mai chalungi?or Kisi Mai Mera chunav ho ya na ho ye Mera private matter tha isiliye Kisi ki Nahi sunti the 😅


















